Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Ro Na Paye
Hemmy
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Hadein dard ki paar ki
Aisi naraazgi yaar ki
Hum chale jis dagar
Tha raasta beasar
Manzilein na dikhe
Na mili
Kitni raatein kat gayi hain magar
So na paaye hum
Aansu aankh mein ghut kar hi mar gaya
Par ro na paaye hum
Par ro na paaye hum
Par ro na paaye hum
Neend mein bhi yaadein aa rahi hain
Kitni shaamein dhalti ja rahi hain
Kyun na dil se
Rubaroo na hota tu
Chhod do na mujhko yun satana
Mumkin nahin tumko bhulana
Dil ki sab adhoori hai aarzoo
Dil hai bebas hua
Na mila raha raasta
Manzilein na dikhe
Sab khatm
Aansu aankh mein ghut kar hi mar gaya
Par ro na paaye hum
Aansu aankh mein ghut kar hi mar gaya
Par ro na paaye hum
Par ro na paaye hum
Par ro na paaye hum
Aisa hua hi nahin
Jaisa laga tha mujhe
Kya hi mukammal hua
Dekar dilasa mujhe
Aankhon se hasna tera
Dilkash laga tha mujhe
Kamiyaan hi khalti rahi
Kyun pyaar dikhana tujhe
Kaisi naraazgi dil mein khalti rahi
Dhadkanein na chale
Ruk gayi
Maana dil pe laga hai zakham
Dil ko na kha le gham
Aansu aankh mein ghut kar hi mar gaya
Par ro na paaye hum
Aansu aankh mein ghut kar hi mar gaya
Par ro na paaye hum
Par ro na paaye hum
Par ro na paaye hum