Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Ik Dafa
Arun Chillara
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Nayi si baat lagti hai
Jab ruka tha bewajah wahin
Dopehri mein dekha usko
Aise tham gaya toh aur kya
Woh haath se apni zulfein hatayein
Yahan phir saare chehre dhundhlayein
Bas ek woh dikhe
Na jaane usko hai pata
Kya hone hai laga, zara sa pal hai ya
Zindagi jiya main ik dafa?
Kya tere darmiyaan hai thodi si jagah?
Reh loon kya wahin ik dafa?
Ek baar dekho na, haule se main kho raha
Dil tere hone se kis or ko gaya
Raaste hain seedhe se, bhatke hain phir chale
Kisi ko kya pata, kya mann mein chal raha
Kori-kori baat likhti likhaye
Bun kar aankh se jo mitaye
Rakh li sabhi itni si, haaye
Palkon par jaise tu aaye
Kaise rang saat bikhre dikhaye
Badle nahi hain, par jatayein
Ik toh nayi si yeh kahani
Likhne lage, tujhko sunaye
Kya hone hai laga, zara sa pal hai ya
Zindagi jiya main ik dafa?
Kya tere darmiyaan hai thodi si jagah?
Reh loon kya wahin ik dafa?
Kahi si baat lagti hai
Jo likhi thi khamakha kabhi
Haan, padh loon phir
Mile agar ya rakh loon, kya pata
Woh kal phir wahan 'gar mil jaayein
Phir mere saare pal theher jaayein
Iss baar keh bhi doon
Na jaane usko hai pata
Kya tere darmiyaan hai thodi si jagah?
Reh loon kya wahin ik dafa?
Kya hone hai laga, zara sa pal hai ya
Zindagi jiya main ik dafa?