Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Ghunghroo Ki Tarah - Chor Machaye Shor
Kishore Kumar, Ravindra Jain
Popularity · Moderate
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Ghunghroo ki tarah bajta hi raha hun main
Ghunghroo ki tarah bajta hi raha hun main
Ghunghroo ki tarah bajta hi raha hun main
Kabhi is pag mein, kabhi us pag mein
Kabhi is pag mein, kabhi us pag mein
Bandhta hi raha hun main
Ghunghroo ki tarah bajta hi raha hun main
Ghunghroo ki tarah bajta hi raha hun main
Kabhi tut gaya, kabhi toda gaya
Sau baar mujhe joda hi gaya, ho
Kabhi tut gaya, kabhi toda gaya
Sau baar mujhe joda hi gaya
Yun hi lut-lut ke, aur mit-mit ke
Yun hi lut-lut ke, yun mit-mit ke
Banta hi raha hun main
Ghunghroo ki tarah bajta hi raha hun main
Apno mein raha ya gairon mein
Ghunghroo ki jagah to hai pairon mein, ho
Apno mein raha ya gairon mein
Ghungharoo ki jagah to hai pairon mein
Ye kaisa gila, jag se jo mila
Ye kaisa gila, jag se jo mila
Sehta hi raha hun main
Ghunghroo ki tarah bajta hi raha hun main
Kabhi is pag mein, kabhi us pag mein
Bandhta hi raha hun main
Ghunghroo ki tarah bajta hi raha hun main