Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Pyar Hua Ikraar Hua
Lata Mangeshkar
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Pyaar hua, iqraar hua hai
Pyaar se phir kyun darta hai dil
Pyaar hua, iqraar hua hai
Pyaar se phir kyun darta hai dil
Kehta hai dil, "Rasta mushkil"
"Maloom nahi hai kahan manzil"
Kehta hai dil, "Rasta mushkil"
"Maloom nahi hai kahan manzil"
Pyaar hua, iqraar hua hai
Pyaar se phir kyun darta hai dil
Kehta hai dil, "Rasta mushkil"
"Maloom nahi hai kahan manzil"
Pyaar hua, iqraar hua hai
Pyaar se phir kyun darta hai dil
Kaho ki apni preet ka geet na badlega kabhi
Tum bhi kaho, is raah ka meet na badlega kabhi
Pyaar jo toota, saath jo chhuta
Chand na chamkega kabhi
Pyaar hua, iqraar hua hai
Pyaar se phir kyun darta hai dil
Kehta hai dil, "Rasta mushkil"
"Maloom nahi hai kahan manzil"
Pyaar hua, iqraar hua hai
Pyaar se phir kyun darta hai dil
Raatein dason dishaon se kahengi apni kahaniyan
Geet humare pyaar ke dohrayegi jawaniyan
Main na rahungi, tum na rahoge
Phir bhi raheingi nishaniyan
Pyaar hua, iqraar hua hai
Pyaar se phir kyun darta hai dil
Kehta hai dil, "Rasta mushkil"
"Maloom nahi hai kahan manzil"
Kehta hai dil, "Rasta mushkil"
"Maloom nahi hai kahan manzil"
Pyaar hua, iqraar hua hai
Pyaar se phir kyun darta hai dil