Skip to content

Tau Kia Huwa

Afar feat. Adnan & Turrab
Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Ajnabi raastey Lapata si manzilain Sim-th koi nai Dil bhichadte rahe Janay kya bat thi Janay kyu thi khala Rehguzar mai hi tha Rehnuma mai hi tha Tha woh mere kareeb Tha woh lamha ajeeb Uss ke rangon me main dhal gya Mery honthon pai pyaas thi Kuch talash thi Kya tha magar gumshuda Janay kaisa woh khwab tha Ek saraab tha Seenay mai dil jal gya Toh kia hua Bheed mai tanhaiyaan Shor mai sannata sa Zindagi ke khel se Bekhabar bewasta Shaamein dhalti gayi Raaz khultey gaye Ab subha mai hi tha Har subha mai hi tha Tha woh mery kareeb Tha woh lamha ajeeb Uss ke rangon me main dhal gya Mere honthon pai pyass thi Kuch talash thi Kya tha magar gumshuda Janay kaisa woh khwab tha Ek saraab tha Senay mai dil jal gya Haaaaa haaaaaaa...