Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Dasht-e-Tanhai Mein
اِقبال بانو
Popularity · High
+
🇮🇩 Madurese · Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Dashit tanhaai main, aye jaan jahaan, larazaan hain
Teri aawaaz ke say, teree honton ke saraab
Dashit tanhaai main, aye jaan jahaan, larazaan hain
Teri aawaaz ke say, teree honton ke saraab
Dashit tanhaai main duuri ke khas va khak tale
Kahal rahe hain teree pahalu ke suman or gulab
Dashit tanhaai main, aye jaan jahaan, larazaan hain
Dashit tanhaai main...
Uth rahi hai kahin kurbat se teri saans kii aanch
Apni khushboo main sulagati hui maddham maddham
Daur afq paar chamakati hui qataraa qataraa
Gir rahi hai teri dil daar nazar kii shabnam
Dashit tanhaai main, aye jaan jahaan, larazaan hain
Dashit tanhaai main...
Is kadar pyaar se, aye jaan jahaan, rakha hai
Dil ke rukhsar pa is vakt teri yaad ne haath
Yun gumaan hota hai, garache hai abhi subah firaaq
Dhal gaya hajar kaa din, aa bhi gai vasal kii raat
Dashit tanhaai main, aye jaan jahaan, larazaan hain
Teri aawaaz ke say, teree honton ke saraab