Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
KHAFA
SADAKAT
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Bhot dino baad firse yaad aayi teri
Block karke mujhe tu dikhayi nahi deri
Mein toh roz karu text tujhe ek hi umeed me
Ki bol pade tu mujhe yaad khaye teri
Bhul bhul kar tujhe yaad karta hun
Yaad aaye teri toh malal karta hun
Tujhse me pyaar ke sawal karta hun
Yaad aaye teri toh Kamal karta hun
Baat karu apni toh baatein banata nahi
Hoti mere pass toh me ganey shane gata nahi
Pali badi shayd tu bas auraton ki mehfilon mein
Tod dena dil ko ye mard toh sikhata nahi
Lagta tha bin tere mar jaunga
Tune chord diya to main kidhar jaunga
Tu bhi lagta hai mujh ko zamane sa
Tere dil se bhi ek din utar jaunga
Yaad teri khaati mujhe raat ki tarah
Tod diya tune mujhe khwab ki tarah
Saare din me pade rehta laash ki tarah
Tujhe yaad aau mein bas ek yaad ki tarah
Mujhe yaad aaye tu meri jaan ki tarah
Mujhse dur jaye tu dhalti shaam ki tarah
Bas karo jana mere ghar ke bhi masle hai
Darne laga hun gunehgar ki tarah mein
Tum jab aaugi toh khoya hua paogi mujhe
Meri tanhai me khwaabon ke siwa kuch nahi
Mere kamre ko sajane ki tamanna hai tumhe
Mere kamre me kitabo ke siwa kuch nahi
Kal ki hi toh baat hai hum dono jana saath the
Ab kisko bhezu reels Aur mein kisse karu baatein
Woh do ghnte ke calls aur woh lambi lambi baatein
Ha dard bhot dete hai ye kache umari hadse
Jana hoga hame mano wapsi nahi hogi
Najane kisko beth kar tu dantti bhi hogi
Gum tak ni Banta tera dosto se mene
Jana tum toh jism ko bhi banti hi hogi
Mat aana lautke ab rab ka tujhe wasta
Toote hai makan aur ab band woh rasta
Gaano me mein boldeta yaadon me jeeta hun
Asal me toh tere mein khayal se bhi kanpta
Dheere dheere tujhse me door ho raha hun
Haanji aaine ki tarah mein bhi choor ho rha hun
Celebrity feel aati jab bhi dekhu stats me
Thoda thoda aajkal mashoor ho rha hun