Raat
Popularity · Low
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Kaise hai hum ye baat na poocho
kaise hai hum ye baat na poocho
Katt'ti hai kaisay ye raat na poocho
Katt'ti hai kaisay ye raat na poocho
Ati hai uaad uski rota hai ye dil
Ati hai yaad uski rota hai ye dil
Hote hai kaisay barsaat na poocho
Hote hai kaisay barsaat na poocho
Aaaa.
Aik sath jeena aik sath marna
Wada wafa ka yun uska karna
Wada q toda tanha q choda
Wada q toda tanha q choda
Hoye hain ye q halaat na poocho
Hoye hain ye q halaat na poocho
Katt'ti hai kaisay raat na poocho
Katt'ti hai kaisay raat na poocho
Tum he tum ho main tho nahe hun
Main tho tujh me gum kahen hun
Tera ana saans ka chalna tera jaana jan se jana
Kon hon mere zaat na poocho
Kon hon mere zaat na poocho
Katt'ti hai kasiay raat na poocho
Katt'ti hai kasiay raat na poocho
Ummedain hain baqi jeene ki
Ye sansain q ruk se gaen mere
Ye raatain hain baqi jeene ki
Ye ankhain q dar se gaen mere.