Skip to content

dear beloved

umair
Popularity · Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

O apsara, o dilruba, o nazneen Aayi ho tum khwaab me phir aaj bhi Mai ghadi peeche karu ke tu pohunche waqt pe Ye meri bewaqoofi hai ya meri saadgi Ye duniya jhooti, patthar dil aur kaanch ki Mai gunahgaar, qaza puri paanch ki Mai phir bhi betahasha naimaton se hun shanaasa Rabb ki haath rakh ke haath me tu aaye saath Toh ye saare gham kya hain? Tu na ho toh phir ham kya hain? Tham sa jaaye dil me toofan Mai dekh toh saku ke tu kahan Ke bas kar ke ab kinaara kuch aaram toh karu Dil ko bedili hi khaa gayi, mai kaam kyu karu? Chahta hu tumhe pata ho, par bayaan kyu karu? Itna khaas hu mai, koi baat aam kyu karu? Chann sajna Tere bin mai te Chann sajna Kadi iss dar te Kadi uss dar te Assi marde hi rahe Chann sajna Tere bin mai te Chann sajna Kadi nasheyaan che Kadi dard'aan che Assi marde hi rahe Udaasi waisi hi hai jab se gayi tu Tеre naam kitne geet mai karu? Terе baare sab se puchta rahu Jheel teri aankhein aur mai doobta rahu Kya mera qasoor? Waqt ki tarah tu badalta raha hai kyu? Kya mera qasoor? Dil nahi karte chota tabhi badha mai banu Tu kabhi jarh, kabhi shaakh, kabhi phool Mushkilon se sota, aati khwaab me bhi tu Badla tera roop, shayad badli teri bhook Paisa bhi kya cheez, badal jaate hain salook Rahunga yaad mai badal hi na saka Begunah phir bhi kaati har saza Zakham chupaye nahi, sajaye mai chala Aag se bhara hua tu chann sajna Chann sajna Tere bin mai te Chann sajna Kadi iss dar te Kadi uss dar te Assi marde hi rahe Chann sajna Tere bin mai te Chann sajna Kadi nasheyaan che Kadi dard'aan che Assi marde hi rahe Rock-rock-rockstar