Skip to content

Taajub Hai

Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Tu tha tu Main thi main Aise kaise hum hue Khamkha ka yeh fitoor Tu bhi na Main bhi na Kaise kaise haan hue Khamkha sa yeh fitoor Chehka yeh kyun Behka yeh kyun Are chalka chalka Dil hamare se Ishq mein iss tarah Kyun fasye mujhe Dil mere sach mujhe Tujhpe taajub hain Ishq mein bewajah Kyun sataye mujhe Dil mere sach mujhe Tujhpe taajub hain Taajub hain.!! Ishq se bhid jaaye ja ke Dekho iski dadagiri dekho Bebasi tikta hai jaa ke Dekho iski besharmayi dekho Sab kacchi pakki faakein Phir lambi lambi haankein Aur chuppe chuppe Aafatein machayein kyun Girta hain kyun Padta hain kyun Are chalka chalka Dil hamare se Ishq mein iss tarah Kyun fasye mujhe Dil mere sach mujhe Tujhpe taajub hain Ishq mein bewajah Kyun sataye mujhe Dil mere sach mujhe Tujhpe taajub hain Taajub hain.!! Chhup jaata hain Halki si muskaan Gaal par fenk ke Ruk jaata hain Yeh jahan mein Naa jaane kya dekh ke Ishq mein, ishq mein Ishq mein, ishq mein Ishq mein, ishq mein Ishq mein, ishq mein Ishq mein, ishq mein Ishq mein... Ishq mein iss tarah Kyun fasye mujhe Dil mere sach mujhe Tujhpe taajub hain Ishq mein bewajah Kyun sataye mujhe Dil mere sach mujhe Tujhpe taajub hain Taajub hain.!!