Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Twilight Ride
Muheet Khan
Popularity · Low
+
Soninke · Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Kese kaate raatein
Kese hongi baatein
Dhundhe meri ankhe
Tujhe
Tu hi dil mein basa
Aasman me jhanke
Dikhe humko taare
Girre saare taare
Tu hi
Bas tu hi hai bacha
Step out lets go out now baby
Kahin din na chad jaaey oh baby
Saara Waqt pada humara abhi bhi
Toh bata
We can spend the night together abhi bhi
I can see your eyes aur kya vo kehti
Koi ghum na humko take it easy
Toh bata
Ye chalti-chalti
Gaadiyan
Chehre pe tere roshni
Hai kyu, hai kyu
Kesi teri nadaaniya
Hasi teri jo chashni
Hai kyu, hai kyu
Safar kat ta jaaye
Waqt tham na paaye
Ruke na raftaarein
Mujhe
Thode pal toh dila
Zindagi se bhaagein
Rukein tere aage
Khatm na hojaye
Yehi
Dil kehta raha
Step out lets go out now baby
Kahin din na chad jaaey oh baby
Saara Waqt pada humara abhi ahi
Toh bata
We can spend the night together abhi bhi
I can see your eyes aur kya vo kehti
Koi ghum na humko take it easy
Toh bata
Ye chalti-chalti
Gaadiyan
Chehre pe tere roshni
Hai kyu, hai kyu
Kesi teri nadaaniya
Hasi teri jo chashni
Hai kyu, hai kyu
Kaisa ye safar
Tu bhi dekhe mei bhi dekhu manzar
Duniya ki na khabar
Tu bhi dekhe mei bhi dekhu manzar
Ye chalti-chalti
Gaadiyan
Chehre pe tere roshni
Hai kyu, hai kyu
Kesi teri nadaaniya
Hasi teri jo chashni
Hai kyu, hai kyu
Ye chalti-chalti
Gaadiyan
Chehre pe tere roshni
Hai kyu, hai kyu
Kesi teri nadaaniya
Hasi teri jo chashni
Hai kyu, hai kyu