Skip to content

Pehchaan Lo

Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Hum khade hain pairo pe apne Phir bhi na jaane kyun Tute unke saare sapne Chal pade to roke na ruke Pijre se panchhi ud jaaye Koi pakd na sake Hum pe na yakeen na hain aitbaar Hum ko har kadam pe karte hoshiyar Hum pe ho yakeen to kar lo aitbaar Mana hum nadan the Par ab hain zimedaar pehchaan lo Hume jaan lo Kal kya ho yeh kisne jaana hain Are kal ki chinta kar kar ke Nahin aaj gawana hain Aaj hum hain humse Yeh zamana hain Aane wali muskil ko Humse takarana hain Hum pe na yakeen na hain aitbaar Hum ko har kadam pe karte hoshiyar Hum pe ho yakeen to kar lo aitbaar Mana hum nadan the Par ab hain zimedaar pehchaan lo Hume jaan lo Do din ki zindgi do pal ki jawaani hain Phir kyun herangi yeh Sadiyon purani kahani hain Pehchaan lo hume jaan lo Hum pe na yakeen na hain aitbaar Hum ko har kadam pe karte hoshiyar Hum pe ho yakeen to kar lo aitbaar Mana hum nadan the Par ab hain zimedaar pehchaan lo Hume jaan lo Hum pe na yakeen na hain aitbaar Hum ko har kadam pe karte hoshiyar Hum pe ho yakeen to kar lo aitbaar Mana hum nadan the Pehchaan lo.