Skip to content

Main Na Bhoolunga (part 1)

Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Main na bhoolunga main na bhoolungi Main na bhoolunga main na bhoolungi Main na bhoolunga main na bhoolungi In rasmon ko, in kasmon ko, in rishte naaton ko Main na bhoolunga main na bhoolungi Main na bhoolungi main na bhoolunga In rasmon ko, in kasmon ko, in rishte naaton ko Main na bhoolunga main na bhoolungi Main na bhoolunga main na bhoolungi Chalo jag ko bhoolein O chalo jag ko bhoolein Khayalon mein jhoolein. Baharon mein dolein Baharon mein dolein Sitaron ko chhoo lein Aa teri main maang sanwaroon Tu dulhan ban jaaye Maang se jo dulhan ka rishta Main na bhoolungi Main na bhoolunga main na bhoolungi Main na bhoolunga main na bhoolungi Samay ki dhara mein O samay ki dhara mein Umar beh jaani hai. Do ghadi jee lenge Do ghadi jee lenge Wohi reh jaani hai Main ban jaaoon saans aakhiri Tu jeevan ban jaaye. Jeevan se sanson ka rishta Main na bhoolungi Main na bhoolunga main na bhoolungi Main na bhoolunga main na bhoolungi O. o. o. o. Barasata sawan ho. Mehakata angan ho Kabhi dil dulha ho. Kabhi dil dulhan ho. Gagan bankar jhoomein Pawan bankar ghoomein Chalo raahein modein Kabhi na sang chhodein Kahin pe chhup jana hai Nazar nahi aana hai Kahin pe bas jaayenge Yeh din kat jaayenge Arre kya baat chali Woh dekho raat dhali Yeh baatein chalti rahein Yeh raatein dhalti rahein Main man ko mandir kar daloon Tu pujan ban jaaye Mandir se pooja ka rishta Main na bhoolungi Main na bhoolunga main na bhoolungi In rasmon ko, in kasmon ko, in rishte naaton ko Main na bhoolunga main na bhoolungi Main na bhoolungi main na bhoolunga Main na bhoolungi main na bhoolunga O. o. o. o. O. o. o. o.