Aap Ko Dekh Kar Dekhta Rah Gaya
Popularity · Low
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Aapko dekhkar dekhta reh gaya
kya kahoon aur kehne ko kya reh gaya
unkee aankhon se kaise chalakne laga
mere honthon pe jo maajra reh gaya
aise bichde sabhi raat ke mod par
aakhri hum-safar raasta reh gaya
soch kar aao ku-e-tamanna hai ye
jaaneman jo yahan reh gaya reh gaya