Badhai Ho Badhai
Monu Music India
Popularity · Low
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Homeyeh rishta kya kehlata heshagun ki ghadiya lyrics | aai
shagun ki ghadiya jhume angnai |yeh rishta kya kehlata he song
shagun ki ghadiya lyrics | aai shagun ki
ghadiya jhume angnai |yeh rishta kya kehlata he song
Aai Shagun Ki Ghadiya Jhume Angnai |
Badhai Ho Badhai Yeh Rishta Kya Kehlata Hai |
Song
Badhai Ho Badhai
Artist
Pamela Jain
Album
Badhai Ho Badhai
shagun ki ghadiya lyrics
aai shaguno ki ghadiyaan
jhoome angnaai
ye rishta naya he bole bole sehnaai
mehndi haathon me rachai
bindiya mathe pe sajaai
jee nai rut laayi
badhai ho badhai
aaj khushi ka mousam aaya
rang preet ke chaye
mann hi mann sharmaye gouri
palken jhuk jhuk jaaye
tere naam ki maang sajayi
dil se dil ki he ye sagai
mehndi haathon me rachai
bindiya mathe pe sajaai
jee nai rut laayi
badhai ho badhai
jis aangan me bachpan beeta
wo ho chala paraya
sapno ka sehjaada aangan
doli lekar aaya
beti hogi parayi
ye soch aankh bhar aai
mehndi haathon me rachai
bindiya mathe pe sajaai
jee nai rut laayi
badhai ho badhai
sanchi ho preet jiski wo
milta he uska
khusiyon ke pal pal
har pal choo jaate hain mann ko
chalke rango me preet basai
isi preet ne duniya sajai
mehndi haathon me rachai
bindiya mathe pe sajaai
jee nai rut laayi
badhai ho badhai