Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Tum Se
Abhay Jodhpurkar
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
dil men mere hai be-qaraarii tumse
tuu hai gar aaspaas to junuun tumse
jaauun duur to main jaauun kaise tumse
raahen merii sarii mil jaatii hai tumse
tumse hii pyaar takraar bhii hai tumse
guzartaa hai meraa har lamha tumse
tumse hii pyaar takraar bhii hai tumse
guzartaa hai meraa har lamha tumse
ye KHvaab mere jo saare hain bad-nasiib
shaayad taa'miil tum ho vo KHvaabon kii
tere 'ishq kii aag men dil jaltaa hai
ye vo kasak hai jis men tuu rahtaa hai
naa ye dil naa kabhii tuu sanbhaltaa hai
ye jism men ruuh ban ke tuu bastaa hai
tumse hii pyaar takraar bhii hai tumse
guzartaa hai meraa har lamha tumse
tumse hii pyaar takraar bhii hai tumse
guzartaa hai meraa har lamha tumse
gar tum saath naa hote KHaalii saa hotaa ye jahaan
gar tum baat naa karte viiraan saa hotaa aashiyaan
jaatii jahaan pe ye nazaren dikhtii bas tanhaaiyaan
ab to lagtaa hai jaise kaainaat tumse yahaan
tumse hii pyaar takraar bhii hai tumse
guzartaa hai meraa har lamha tumse
tumse hii pyaar takraar bhii hai tumse
guzartaa hai meraa har lamha tumse