Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Tanha Tanha Yahan Pe Jeena
A. R. Rahman
Popularity · Moderate
+
Soninke · Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Tanha tanha yahan pe jeena
ye koi baat hai
koi saathi nahin tera yahaan tho
ye koi baat hai
kisi ko pyaar dede
kisi ka pyaar lele
is saare zamaane mein yehi
pyaari baat hai
tanha tanha...
kisika tho sapna ho
aankhon mein teri
koi gher karta ho
baahon mein teri
koi tho bane humsafar
raahon mein teri
koi tho bane humsafar
raahon mein teri
ye zindagi tho vaise
ek saza hai
saath kisika ho tho
aur ye maza hai
tanha tanha...
zameen aasmaan se tho
kuch keh rahi hai
lehrein bhi saahil se
kuch keh rahi hain
chandni bhi chaand se
kuch keh rahi hai
chandni bhi chaand se
kuch keh rahi hai
kisi na kisi se koi
kuch tho keh raha hai
tu dil ki baat keh de
kehne mein kya hai
tanha tanha...