Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
jadugari
Jai Karki
Popularity · Low
+
Soninke · Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Tu kahe
Ke raat si hi hai yeh teri toh kahaani
Jab din dhale
Tabhi hi dil ko kyun hai teri yaad aani
Jaane
Naa kyun hona chaahe dil kisika
Par tu kahe toh naa rahe
Yeh apna
Ke hai yeh teri jadugari
Hoon yahi par, ghum hoon kahi
Kahi jaha pe
Tum ho meri
Aur hoon main tera
Kya hoon main tera?
Kya hoon main tera?
Teri baaton mein beete meri raatein
Tu hasse toh yeh jahaan bhi muskuraaye, haye
Jaha tu jaaye yeh dil bhi hona chaahe waha
Waha
Naa kyun hona chaahe dil kisika
Par tu kahe toh naa rahe
Yeh apna
Ke hai yeh teri jadugari
Hoon yahi par, ghum hoon kahi
Kahi jaha pe
Tum ho meri
Aur hoon main tera
Kya hoon main tera?
Kya hoon main tera?
Kya hoon main tera?
Kya hoon main tera?