Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Samay Ka Pahiya
Hariharan, Sukhwinder Singh, Vishal-Shekhar, Javed Akhtar
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Krodh Ke Bhujh Ko, Mann Pe Utaaye, Kaahe Chalta Hai Praani
Kshama Jo Shathru Ko Bhi Karde, Wahi Muqt Hai, Wahi Gyani
...
Samay Ka Pahiya Chalta Hai, Din Dhalta Hai, Raat Aati Hai
Raat Mein Jab Ek Chota Sa, Nanha Sa Deepak Jalta Hai
Uski Zara Si Jyot Sahi, Par Door Se Usko Dekh, Koi Barso.. Ka.. Musafir
Girte Girte Sambhalta Hai

Mein Ne Jaate Jaate Jaana Kaun Hai Apna Kaun Paraaya
Mein Ne Jaate Jaate Jaana Kaun Hai Apna Kaun Paraaya
Bas Tuhi Mera Apna Hai, Bas Tune Pyar Nibhaya
Kaam Krodh Aur Lobh Mein Tajkar Ja Sakta Hoon
Tujko Chahoon Bhi To Mein Kaise Bhoola Sakta Hoon
Tera Pyar Bhi Ek Bhandhan Hai Tuhi Bata Kya Mein Muqti Pa Sakta Hoon
Tu Nahin Jaanta, Tu Mera Ab Hai Kya
Tujko Hoon Dekhata, To Dil Kaise Pighalta Hai
Samay Ka Pahiya Chalta Hai, Din Dhalta Hai, Raat Aati Hai
...
Din Mein Soya, Raat Aayi To, Ab Jaaga Soya Kab Tha
Din Mein Soya, Raat Aayi To, Ab Jaaga Soya Kab Tha
Ab Kya Suraj Doondhe Pagle, Doob Gaya Suraj Kab Ka
Barson Pahele Jo Thi Ek Nadi Pyar Ki
Behgayi Woh Nadi, Haath Ab Tu Kya Malta Hai
Samay Ka Pahiya Chalta Hai, Din Dhalta Hai, Raat Aati Hai
Raat Mein Jab Ek Chota Sa, Nanha Sa Deepak Jalta Hai
Uski Zara Sa Jyot Sahi, Par Door Se Usko Dekh, Koi Barso.. Ka.. Musafir
Girte Girte Sambhalta Hai
Samay Ka Pahiya Chalta Hai, Din Dhalta Hai, Raat Aati Hai
...
Aasman Mein Jag Mag Tare
Mere Aankh Mein Jil Mil Aasu
Kahan Chupa Hai Koi
Ishara To Dede Tu