Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Musafor Hoon Yaro
Shaan
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Musafir Hoon Yaaron Na Ghar Hai Na Thikaana
Hm Hm He
Musafir Hoon Yaaron Na Ghar Hai Na Thikaana
Mujhe Chalte Jaana Hai Bas Chalte Jaana
Ek Raah Ruk Gayi To Aur Jud Gayi
Main Muda To Saath Saath Raah Mud Gayi
Hawa Ke Paron Par Mera Aashiyaana
Musafir Hoon Yaaron Na Ghar Hai Na Thikaana
Mujhe Chalte Jaana Hai Bas Chalte Jaana
Din Ne Haath Thaam Kar Idhar Bitha Liya
Raat Ne Ishaare Se Udhar Bula Liya
Subah Se Shaam Se Mera Dostaana
Musafir Hoon Yaaron Na Ghar Hai Na Thikaana
Mujhe Chalte Jaana Hai Bas Chalte Jaana
Musafir Hoon Yaaron Na Ghar Hai Na Thikaana
Mujhe Chalte Jaana Hai Bas Chalte Jaana