Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Khoyi Rahun
Heer feat. Bharath
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Koi na jaane tu mera kya
Beqaboo dil hai zara
Lakh samjhaya usse roka toh bhi mana na yeh
Dil hi mane na
Zindagi toh kaafi thi yahan
Khwabon se bhara tha yeh sama
Jabse mila hai tu
Phiki lagne lagi
Purani kahaniya
Jaane kyun khudse hoon khafa?
Kyun khoyi rahun teri yaadon mein?
Rokun to bhi na dil ruke
Ab jo bhi hona hai ho jaane de
Oooooooo
Sapne mein tera chehra
Dhundhun main jaise tu keh raha
Kho ja in lamhon mein
Aaja meri baahon mein
Kho ja in baahon mein
Raaste toh kaafi hai yahan
Phir bhi main choonun tera
Chal rahi hun bekhabar
Manzil tak hun besabr
Tere liye besabr
Jaane kyun khudse hoon khafa?
Kyun khoyi rahun teri yaadon mein?
Rokun to bhi na dil ruke
Ab jo bhi hona hai ho jaane de
Oooooooo
Jaane kyun khudse hoon khafa?
Kyun khoyi rahun teri yaadon mein?
Rokun to bhi na dil ruke
Ab jo bhi hona hai ho jaane de