Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Pehli Baarish Main Aur Tu [Starmusiq.xyz]
Anuradha Paudwal,Kumar Sanu [Starmusiq.xyz]
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Pehlee baarish main aur too
Haan, pehlee baarish main aur too
Door se bhini khushboo aaye
O, pehlaa mauqaa main aur too
O, pehlaa mauqaa main aur too
Ek-duje se milne aaye
Ab kya hoga anjaam khuda jaane
Ab kya hoga anjaam khuda jaane
Haan, pehlee baarish main aur too
O, pehlaa mauqaa main aur too
Ho, bhigaa-bhigaa mausam aur tanhaayi
Bhigaa-bhigaa mausam aur tanhaayi
Qismat se aaj aisee barasaat aayi
Gale lagaa jaao naa, aise sharmaao naa
Gale lagaa jaao naa, aise sharmaao naa
Saavan mein kaisee ye doori?
Ho, pehlee baarish main aur too
Door se bhini khushboo aaye
Haan, pehlaa mauqaa main aur too
Ek-duje se milne aaye
Ab kya hoga anjaam khuda jaane
Ab kya hoga anjaam khuda jaane
Ho, pehlee baarish main aur too
Pehlaa mauqaa main aur too
Ho, aaj fizaaon mein nasha behisaab hai
Aaj fizaaon mein nasha behisaab hai
Baadal mein paani hai ya ki sharaab hai?
Mahkee haea, rut bhee haseen, dil naa bahak jae kaheen
Mahkee haea, rut bhee haseen, dil naa bahak jae kaheen
Doori abhee hai zaroori
Pehlee baarish main aur too
Door se bhini khushboo aaye
Ho, pehlaa mauqaa main aur too
Ek-duje se milne aaye
Ab kya hoga anjaam khuda jaane
Ab kya hoga anjaam khuda jaane
Haan, pehlee baarish main aur too
Ho, pehlaa mauqaa main aur too
Pehlee baarish main aur too
Ho, pehlaa mauqaa main aur too