Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Vaaste
Dhvani Bhanushali, Nikhil D'Souza, Tanishk Bagchi
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Vaaste jaan bhi doon
Main gawa imaan bhi doon
Kismaton ka likha mod doon
Badle mein main tere
Jo khuda, khud bhi de jannate
Sach kahoon, chhod doon
Tumse zyada main na jaanoon
Tumse khud ko main pehchanoon
Tumko bas main apna manoon, maahiya
Tumse zyada main na jaanoon
Tumse khud ko main pehchanoon
Tumko bas main apna manoon, maahiya
Vaaste jaan bhi doon
Main gawa imaan bhi doon
Kismaton ka likha mod doon
Tere alawa koi bhi khwahish nahi hai baaki dil mein
Kadam uthaoon, jahan bhi jaoon, tujhi se jaoon mil main
Tere alawa koi bhi khwahish nahi hai baaki dil mein
Kadam uthaoon, jahan bhi jaoon, tujhi se jaoon mil main
Tere liye, mera safar
Tere bina, main jaoon kidhar?
Tumse zyada main na jaanoon
Tumse khud ko main pehchanoon
Tumko bas main apna manoon, maahiya
Vaaste jaan bhi doon
Main gawa imaan bhi doon
Kismaton ka likha mod doon
Badle mein main tere
Jo khuda khud bhi de
Jannate sach kahoon, chhod doon
Tu hi hai savera mera
Tu hi kinara mera
Tu hi hai dariya mera
Khuda ka zariya mera
Tujhi se hota shuru, ye mera karwan
Tujhi pe jaake khatam, ye mera sara jahan
Vaaste jaan bhi doon
Main gawa imaan bhi doon
Kismaton ka likha mod doon