Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Tera Woh Pyar (Nawazishein Karam)
Momina Mustehsan
,
Asim Azhar
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Baten teri karte hue
Thak ke so jati hun sarhane asman
Jane kahan mur jati hain
Dekhte dekhte tujhe ye galiyan
Teri tarah khushbu chale
Tare hamari tarah raton se mile
Suni nahin zamane ne teri meri kahaniyan
Karde koi nawazishen karam mehrbaniyan
Ye arzu thi ke dekhe ye duniya
Hum jaisa koi diwana hi nahin
Karde koi nawazishen karam mehrbaniyan
Rat andheri mein chhup rahe the
Gum ek savera dhoond rahe the
Sadiyon se jaise jag rahe the
Pyar ko apne dhanp rahe the
Phir gir pare
Koi mila na sahara kya karen
Suni nahin zamane ne teri meri kahaniyan
Tera woh pyar yaad aayega
Bhulega na ye dil mera
Kya ho gaya socha na tha
(Tera woh pyar, tera woh pyar)
(Tera woh pyar, tera woh pyar)
(Tera woh pyar, tera woh pyar)
(Tera woh pyar, tera woh pyar)
Teri woh khamoshiyan
Keh deti thin woh sabhi jo tu na keh saki
Kaise batati tujhe
Sharmati thi main jaise aanchal mein jalta diya
Khoye kahan mujh ko bata
Tera woh pyar yaad aayega (tera woh pyar yaad aayega)
Bhulega na ye dil mera (bhulega na ye dil mera)
Tera woh pyar yaad aayega (tera woh pyar yaad aayega)
Bhulega na ye dil mera (bhulega na ye dil mera)
Kya ho gaya socha na tha