Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Aadat
Atif Aslam, Jal, Mithoon, DJ Suketu
Popularity ยท Low
+
๐ณ๐ฌ Hausa ยท Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Juda hoke bhi tu mujh mein kahin baaqi hai
Palkon mein ban ke aansoon tu chali aati hai
Juda hoke bhi tu mujh mein kahin baaqi hai
Palkon mein ban ke aansoon tu chali aati hai
Juda hoke bhi...
Waise zinda hoon, ae zindagi, bin tere main
Dard hi dard baaqi raha hai seene mein
Saans lena bhar hi yahaan jeena nahin hai
Ab toh aadat si hai mujhko aise jeene mein
Juda hoke bhi tu mujh mein kahin baaqi hai
Palkon mein ban ke aansoon tu chali aati hai
Juda hoke bhi...
ย
Saath mere hai tu har pal shab ke andhere mein
Paas mere hai tu har dum ujle savere mein
Dil se dhadkan bhula dena aasaan nahin hai
Ab toh aadat si hai mujhko aise jeene mein
Yeh jo yaadein hain (yeh jo yaadein hain)
Sabhi kaantein hain
Hata do inhein (hata do inhein)
Mita do inhein
ย
Juda hoke bhi tu mujh mein kahin...
Palkon mein ban ke aansoon tu chali aati hai
Juda hoke bhi...
ย