Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Chadh Gayo Papi Bicchua
Lata Mangeshkar
,
Manna Dey
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Ho, bichhua, haaye re
Peepal chhaiyya baithi pal bhar
Ho, bhar ke gagariya, haaye re
(Haaye re, haaye re, haaye re)
Oye, oye, oye, oye, o
Daiyya re, daiyya re, chadh gayo paapi bichhua
(Ho, daiyya re, daiyya re, chadh gayo paapi bichhua)
Ho, haaye-haaye re, mar gayi, koi utaaro bichhua
(Ho, haaye-haaye re, mar gayi, koi utaaro bichhua)
Ho, daiyya re, daiyya re, chadh gayo paapi bichhua
(Ho, daiyya re, daiyya re, chadh gayo paapi bichhua)
(Kaiso re paapi bichhua, bichhua?)
(Kaiso re paapi bichhua, bichhua?)
Ho, daiyya re, daiyya re, chadh gayo paapi bichhua
(Ho, daiyya re, daiyya re, chadh gayo paapi bichhua)
Ho, ho
Mantar pheroon, komal kaaya, ho
Chhodh ke jaa re, chhoo!
(Jaa re, jaa re, jaa re)
Oye. oye, oye, oye, oye
Aur bhi chadh gayo, na gayo paapi bichhua
(Ho, aur bhi chadh gayo, na gayo paapi bichhua)
Kaisi aag laga gayo paapi bichhua
(Ho, kaisi aag laga gayo paapi bichhua)
Ho, saare badan pe chhaa gayo paapi bichhua
(Ho, saare badan pe chhaa gayo paapi bichhua)
(Kaiso re paapi bichhua, bichhua?)
(Kaiso re paapi bichhua, bichhua?)
Ho, daiyya re, daiyya re, chadh gayo paapi bichhua
(Ho, daiyya re, daiyya re, chadh gayo paapi bichhua)
O, haaye re
Mantar jhootha, ho, vaid bhi jhootha
Ho, piya, ghar aa re, aa re
(Aa re, aa re, aa re)
Oye, oye, oye, oye, oye
Dekho re, dekho re, dekho, utar gayo bichhua
(Ho, dekho re, dekho re, dekho, utar gayo bichhua)
Hey, toot ke reh gayo dank, utar gayo bichhua
(Ho, toot ke reh gayo dank, utar gayo bichhua)
Saiyyaan ko dekh ke jaane kidhar gayo bichhua
(Ho, saiyyaan ko dekh ke jaane kidhar gayo bichhua)