Skip to content

Nashaa

Minusss 1
Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Kyun labon pe zikra hai hardam tera Kyun karoon na fir bhi hai fikra tera Kyun pareshan hai dil besabra mera Kyun hai thamm sa gaya ye pal tu bata Aawargi mein, deewangi mein teri Mannmaniyan ye, karne laga dil mera Mere khuda tu itna bata Hai ye zeher ya hai nasha Mere khuda tu itna bata Hai ye zeher ya hai nasha Ab khwahishon ko milti kahan hai panaah Teri adaaon pe ishq bhi khud hai fanaah Raahon pe teri, jo chalne laga mann mera Hone laga hu khud se hi ab main juda Mere khuda tu itna bata Hai ye zeher ya hai nasha Mere khuda tu itna bata Hai ye zeher ya hai nasha Kaise mitau ye faasla main Kaise batau jo dil keh raha hai Aawargi mein, deewangi mein teri Mannmaniyan ye, karne laga dil mera Mere khuda tu itna bata Hai ye zeher ya hai nasha Mere khuda tu itna bata Hai ye zeher ya hai nasha