Bachpan (Sab Ka Nahin Suhana)
Popularity · Low
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Jism Nahin nishana hai yeh logon
Chup Raho Sehtay raho na bolo
Dard zayada hogaya tou Ro Lo
Shoor tham gaya ab touu so lo
Tum he touu thaiy Mairay Nayghaybaan
Chahoun main tum say he panah
Zalim apnay,Andha Zamana
Yeh Lab chup hain,Sab kuch Chupana
Jo ro bhi doun,kis nay mananaa
Bachpan sab ka nahin suhanaa
Dosh tum pay hoga kuch touu logooon
Yeh Zuban hai choti tum touu bolo
Koi nahin hai Pashemaan
Sab hai kahan main hoon Tanha
Zalim apnay Andha Zamana
Yeh Lab chup hain,Sab kuch chupana
Jo ro bhi doun,Kis nay mananaa
Bachpan sab ka nahin suhanaa
Pocchay koi,Kaisay yeh nishaan tha para
Kehna hai us say kay who kaheen tha gira
Aansoo akhir ruk gaye hain,Zubaan pay girhaa
Phir likhay gay yeh sabaq jab who hoga bara
Zalim apnay,Andha Zamana
Yeh Lab chup hain,Sab kuch Chupana
Jo rou bhi doun,kis nay mananaa
Bachpan sab ka nahin suhanaa
Jism nahin nishana hai logon
Kyon ho ab bhi chup kuch touu bolo
-------------END---------------