Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Mausam Ko Isharon Se
Jagjit Singh & Lata Mangeshkar /Desihires.com
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Mausam ko isharon se bula kyun nahi lete?

Rootha hai agar woh toh mana kyun nahi lete?

Deewana tumhara hoon, koi ghair nahi
Deewana tumhara hoon, koi ghair nahi
Machla hoon toh seene se laga kyun nahi lete?
Rootha hai agar woh toh mana kyun nahi lete?
Mausam ko isharon se bula kyun nahi lete?
Khat likh ke kabhi, aur kabhi khat ko jala kar

Tanhaai ko rangeen bana kyun nahi lete?
Tum jaag rahe ho, mujhe achchha nahi lagta

Chupke se meri neend chura kyun nahi lete?