Skip to content

Kaise Kiya Tune Ye

Bali
Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Kaise kiya tune ye Kaise kiya tune ye Yaad ni aati kya meri Jaane diya kyun mujhe Kaise kiya tune ye Kaise kiya tune ye Yaad ni aati kya meri Jaane diya kyun mujhe Sirf dekhta tujhe bus sapno mei Gir chuka apne he kadmo pe G shock tune di thi mai roz pehnta hun Teri khushboo abhi bhi hai kapdo mei Ek the dono do rahain nhi Ek call bhi kyun tu kar payyi nhi Har shaam paanch baje Darwaze pe khada hojaata tha par tu toh aai nhi Kaise kiya tune ye Kaise kiya tune ye Yaad ni aati kya meri Jaane diya kyun mujhe Kaise kiya tune ye Kaise kiya tune ye Yaad ni aati kya meri Jaane diya kyun mujhe Teri hassi yaad aayi jab aankh lagi Dao pe meri hai jaan lagi Do daant tere aagay k paayre bade Bugs bunny teri aati hai yaad badi Teri aankhon mei aur thoda ghul leta Ek aur baar awaaz teri sunn leta Teri meri birthday ki video dekh Voice note tere saare hun sunn leta Kaise kiya tune ye Kaise kiya tune ye Yaad ni aati kya meri Jaane diya kyun mujhe Kaise kiya tune ye Kaise kiya tune ye Yaad ni aati kya meri Jaane diya kyun mujhe Ab ek leta jo tha mai do leta Teri message ki wait kar so leta Teri photo se gallery bhari padi Roz thoda sa dekh k hun ro leta Bolegi kaun ki coffee pe chal Kaun pakdegi gaadi mei haath mera Jab jab kaam pe mai busy hojata Kaun bolega kuch zara kha he lena Kaise kiya tune ye Kaise kiya tune ye Yaad ni aati kya meri Jaane diya kyun mujhe Kaise kiya tune ye Kaise kiya tune ye Yaad ni aati kya meri Jaane diya kyun mujhe