Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Zindagi Jab Bhi
Talat Aziz
Popularity ยท Low
+
๐ฎ๐ฉ Madurese ยท Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Zindagi jab bhee teri bazm mein laati hai hamein

Ye zameen chaand se behatar nazar aatee hai hamein

ย
Surkh phulon se mahak uthati hain dil kee raahen

Din dhale yoon teri aavaaz bulaati hai hamein
Din dhale yoon teri aavaaz bulaati hai hamein
Ye zameen chaand se behatar nazar aatee hai hamein
ย
Yaad teri kabhi dastak, kabhi sargoshi se

Raat ke pichley pehar roz jagaati hai hamein
Raat ke pichley pehar roz jagaati hai hamein
Ye zameen chaand se behatar nazar aatee hai hamein
ย
Har mulaaqaat ka anjaam judaae kyun hai?

Ab to har vaqt yahi baath sataati hai hamein