Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Zikr Mera
Mohapatra Brothers
Popularity ยท Low
+
๐ฎ๐ฉ Madurese ยท Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Thak thak gaya hoon, aapna sapana jeene do
Thak thak gaya hoon
Dil se jo chaha, poori lagan se kar doon
Dil se hai chaha
Pighal jaye patharon ki deewarein
Unpe jo likhdoon apne armane
Har kadam ab, jo main rakh doon
Toh ye duniya machal jaye
Andheri raatein, bheege lamhate
Zakhmon ki chaadar mein sapne khile
Woh shohraton, ki roshni
Ab marham banke jagaaye
Har hawa mein, har zubaan pe
Zikr mera, puri jahaan mein
Ye jo lamha, hua hai mera
Dhalti raat se, taara ban gaya
Har jagah pe, hui hai baatein
Jalwe mere, sab pe chaaye
Yeh jo lamha thehra, uspe haq banta mera
Yeh jo lamha thehra
Kitni bebas the raatein, taaron ke sang guzaare
Kitni bebas the raatein (kitni bebas the raatein)
Andhera jo hai guzra
Hua hazaaro nazaaro ka main shehzaada
Raat badli, hui apni
Har kadam mere, duniya badle
Har hawa mein, har zubaan pe
Zikr mera, puri jahaan mein
Ye jo lamha, hua hai mera
Dhalti raat se, taara ban gaya
Har jagah pe, hui hai baatein
Jalwe mere, sab pe chaaye
Har jagah pe, hui hai baatein
Jalwe mere, sab pe chaaye
ย