Tere Bina
Shanay Shah
Popularity · Low
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Tere bina raahein hain sooni
Tere bina paas hai ab ye doori
Tere bina har sach lage jootha
Tere bina har lamha hai rootha
Tere bina ye shaam hai feeki
Tere bina subah bhi rookhi
Tere bina mausam hai adhoore
Tere bina dil ke panne hain kore
Kuch toh vajah hogi jo
Tune yun mooh moda
Andheron mein chhup gaya hai
Dil ka ye roshan savera
Tere bina raahein hain sooni
Tere bina paas hai ab doori
Tere bina tanhaayi ne bhi loota
Tere bina jagg sara hai choota