Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
HANGOVER
Meet Bros Anjjan, Shreya Ghoshal & Salman Khan
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Jaane kab hothon pe
Dil ne rakh di dil ki baatein
Samjha nahi yeh dil
Isko hum toh rahe samjhate
Jaane kab hothon pe
Dil ne rakh di dil ki baatein
Samjha nahi yeh dil
Isko hum toh rahe samjhate
Maine dekha tujhe bhula ke
Har ek tarkib laga ke
Har nuskha aajma ke
Par dil se kabhi na utre...
(Hangover... teri yaadon ka)
(Hangover... teri baaton ka)
Hangover... teri yaadon ka
Hangover... teri baaton ka
Jaane kab hothon pe
Dil ne rakh di dil ki baatein
Samjha nahi yeh dil
Isko hum toh rahe samjhate
Maine dekha tujhe bhula ke
Har ek tarkib laga ke
Har nuskha aajma ke
Par dil se kabhi na utre...
Hangover... teri yaadon ka
Hangover... teri baaton ka
Hangover... teri yaadon ka
Hangover... teri baaton ka
Ek jagah pe kabhi rukta nahi
Ek jagah pe kabhi tikta nahi
Jaisa maine chaha mujhe
Waisa koi dikhta nahi
Ek jagah pe kabhi rukta nahi
Ek jagah pe kabhi tikta nahi
Jaisa maine chaha mujhe
Waisa koi dikhta nahi
Par jabse dekha tujhe
Jo hua nahi wo hone laga
Dil mera mujhe jaga ke
Khud seene mein sone laga
Meri fitrat badal rahi hai
Jaise barqat koi huyi hai
Bas ab toh duaa yahi hai
Ki dil se kabhi na utre...
(Hangover... teri yaadon ka)
(Hangover... teri baaton ka)
Hangover... teri yaadon ka
Hangover... teri baaton ka
Jaane kab meri neend udi
Soyi soyi raaton mein
Jaane kab mera haath gaya
Soneya tere haathon mein
Jaane kab meri neend udi
Soyi soyi raaton mein
Jaane kab mera haath gaya
Soneya tere haathon mein
Chal badhte teri ore
Main jab bhi kadam uthati hoon
Jaaun tujh se door door
Toh paas tere aa jaati hoon
Jaane kab hothon pe
Dil ne rakh di dil ki baatein
Samjha nahi yeh dil
Isko hum toh rahe samjhate
Maine dekha tujhe bhula ke
Har ek tarkib laga ke
Har nuskha aajma ke
Par dil se kabhi na utre...
Hangover... teri yaadon ka
Hangover... teri baaton ka
Hangover... teri yaadon ka
Hangover... teri baaton ka
Hangover...
Hangover...