Skip to content

Bara Dushman Bana Phirta Hai

Azaan Ali
Popularity ยท Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Bata kia pochta hai woh Kitaabon mein milon ga mein Kiye Maa se hain jo mein ne Ke waadon mein milon ga mein Mein aane wala kal Mujhe kyun woh aaj maare ga Ye uska weham hoga ke Woh aise khawab maary ga Tumhara khoon na is liye Acha lara hon mein Bata aya hn dushman ko Ke us se to bara hon mein Mein aisi qoum se hon Jis ke woh bachon se darta hain Bara dushman bana phirta hai Jo bachon se larta hai Bara dushman bana phirta hai Jo bachon se larta hai Bara dushman bana phirta hai Jo bachon se larta hai Bara dushman bana phirta hai Jo bachon se larta hai Wo jab aaty huye mujhko Gale tum ne lagaya tha Aman Allah kaha mujhko Mera beta bulaya tha Khuda ke aman ki raah mein Kahan se aa gaya tha woh Jahan tak chomti thi Maa Wahan tak aa gaya tha woh Mein aisi qoum se hon Jis ke woh bachon se darta hain Bara dushman bana phirta hai Jo bachon se larta hai Bara dushman bana phirta hai Jo bachon se larta hai Bara dushman bana phirta hai Jo bachon se larta hai Bara dushman bana phirta hai Jo bachon se larta hai Mujhe jana para hai per Mera bhai kary ga ab Mein jitna na parha wo tab Mera bhai parhy ga ab Abhi Baba bhi baqi hain Kahan tak jaa saky ge tum Abhi wada raha tum se Yahan na aa saky ge tum Mein aisi qoum se hon Jis ke woh bachon se darta hain Bara dushman bana phirta hai Jo bachon se larta hai Bara dushman bana phirta hai Jo bachon se larta hai Bara dushman bana phirta hai Jo bachon se larta hai Bara dushman bana phirta hai Jo bachon se larta hai