Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Ajnabi Mujhko Itna Bata - Cover
Hemant Raj
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Ajnabi mujhko itna bata
Dil mera kyon pareshaan hai
Dekh ke tujhko aisa lage
Jaise barson ki pehchaan hai
Kitni bholi hai tu kitni nadaan hai
Dil ki baaton se anjaan hai
Ajnabi mujhko itna bata dil
Mera kyon pareshaan hai
Dekh ke tujhko aisa lage
Jaise barson ki pehchaan hai
Kya sochta hoon main kya chaahta
Hoon hai mushkil tujhe vo bataana
Maine suna hai ki mushkil bada hai
Dabi chaahaton ko chhupaana
Ho kya sochta hoon main kya chaahta
Hoon hai mushkil tujhe vo bataana
O maine suna hai ki mushkil bada hai
Dabi chaahaton ko chhupaana
Raaz tere sabhi kholdegi abhi
In labhon pe jo muskaan hai
Ajnabi mujhko itna bata
Dil mera kyon pareshaan hai
Dekh ke tujhko aisa lage
Jaise barson ki pehchaan hai