Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Badi Nazuk Hai Yeh Manzil
Jagjit Singh
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Badi Naazuk Hai Ye Manzil, Mohabbat Ka Safar Hai

Dhadak Aahista Se, Eh Dil
Dhadak Aahista Se, Eh Dil
Mohabbat Ka Safar Hai
Badi Naazuk Hai Ye Manzil, Mohabbat Ka Safar Hai
Koyi Sun Le Na Ye Qissa, Bahot Darr Lagta Hai

Magar Darr Hi Se Kya Haasil
Magar Darr Hi Se Kya Haasil
Mohabbat Ka Safar Hai
Badi Naazuk Hai Ye Manzil, Mohabbat Ka Safar Hai
Bataana Bhi Nahin Aasaan, Chhupaana Bhi Kathhin Hai

Khud Aaya Kis Qadar Mushkil
Khud Aaya Kis Qadar Mushkil
Mohabbat Ka Safar Hai
Badi Naazuk Hai Ye Manzil, Mohabbat Ka Safar Hai
Oh...
Ujaale Dil Ke Phaile Hain, Chale Aao Na Jaanam
Chale Aao... Na Jaanam
Bahot Hi Pyaar Ke Qaabil
Bahot Hi Pyaar Ke Qaabil
Mohabbat Ka Safar Hai
Badi Naazuk Hai Ye Manzil, Mohabbat Ka Safar Hai
Badi Naazuk Hai Ye Manzil, Mohabbat Ka Safar Hai
Dhadak Aahista Se Eh Dil, Eh Dil, Eh Dil