Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Mera Saaya (From "Achha Lag Raha Hai")
Sachet Tandon
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Jitni dafa dekhoon tuje
Utani dafa ishq ho
Main kya karoon
Tera agar har falsafaa ishq ho
Haan, banhon mein chaahiye too umr-bhar
Jaadui sa hamsafar banhon mein
Mera saaya tera hai, hum-nava
Main naa chaahoon koyi tere siva
Ishq jiskaa naam hai, paaglon ka kaam hai
Ye hai zahar, aur yahi jam hai
Agosh mein too ho mere, main hosh mein aaoon naa
Too jannaton ka khwaab hai, main chhod ke jaaoon naa
Too dhoop ka tukdaa hai, ya pariyon ka hai aaeena
Too khwahishon ka husn hai, mere liye hai bana
Baahen teri hai ghar mera, main chhod ke jaaoon naa
Ek hona ishq mein, ab aa gaya hai hamko, jaanaa
Ye hai ishq-daariyaan, hausalon ka khel hai ye
Naa jahaan se kabhi yaariyaan (yaariyaan)
Mera saaya tera hai, hum-nava
Main naa chaahoon koyi tere siva
Main bhee teri baathon mein aise kho jaanaa
Ho jaataa hai jaise ki deewaanaa
Mere binaa too kya, tere binaa main kya
Meri too kahaani, tera main fasaanaa
Ho, aa raha hai pyaar tujpe
Vaar/war doongha, yaar, tujhse do jahaan
Dekho to, too rahe mujhamen javaan
Main rahoon jaane kahaan, main kahaan
Mera saaya tera hai, hum-nava
Main naa chaahoon koyi tere siva
Ishq jiskaa naam hai, paaglon ka kaam hai
Ye hai zahar, aur yahi jam hai