Adaayein!
Aman
Popularity ยท Low
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Aise bhigi bhigi raaton mein
Tujhe kaise mein bulaao
Aisi bheki bheki baaton mein
Tujhe aise mein rihjaaun
Ab teri hi khayalon mein
Mein raat bitaaun
Tu dekhe mujhe pyaar se
Mein nazrein churao
Teri woh baatein
Deewana karjaye
Meri yeh dhadkan
Tujhse yu badh jaayein
Yeh lamha tere
Aane se tham jaayein
Tum jab aate ho
Mera mann khil jaayein
Aadayein Aadayein
Uff teri jaana
Na maane na maane
Yeh dil deewana
Aadayein Aadayein
Uff teri jaana
Dil chahein ha chahein
Yeh tujhko paana
Aise mera dil yeh
Tera huaa
Jaane waffa yeh na
Sambhla zara
Tujhse yeh puchti hai
Khamoshi meri jaana
Kitna tadpaogaay tum
Keh do zara
Yeh madhoshiyon mein
Aise beh na jaaye
Teri yaadhon mein
Hum kuch kar na jaaye
Tujhse keh rahi hai
Yeh nazrein meri
Aake tham lo tum
Hum bigad na jaaye
Aadayein Aadayein
Uff teri jaana
Na maane na maane
Yeh dil deewana
Aadayein Aadayein
Uff teri jaana
Dil chahein ha chahein
Yeh tujhko paana
Aadayein Aadayein
Uff teri jaana
Na maane na maane
Yeh dil deewana
Aadayein Aadayein
Uff teri jaana
Dil chahein ha chahein
Yeh tujhko paana