Skip to content

Mann Mera

Gajendra Verma (Raag.Fm)
Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Saari raat aahein bharta, pal-pal yaadon mein marta Maane na meri man mera Thode-thode hosh, madhoshi si hai, neend behoshi si hai Jaane kuch bhi na man mera Kabhi mera tha, par ab begaana hai ye Deewaana, deewaana samjhe na, ho Kabhi chup-chup rahe, kabhi gaaya ye kare Bin poochhe teri taareefein sunaaya ye kare Hai koyi haqeeqat tu ya koyi fasaana hai Kuch jaane agar to itna ke ye tera deewaana hai Re man mera, maane na man mera Rag-rag wo samaaya mere, dil par wo chhaaya mere Mujhmein wo aise jaise jaan Gire barsaat mein paani jaise, koyi kahaani jaise Dil se ho dil tak jo bayaan Aashiq dil tera puraana hai ye Deewaana, deewaana samjhe na, ho Kabhi chup-chup rahe, kabhi gaaya ye kare Bin poochhe teri taareefein sunaaya ye kare Hai koyi haqeeqat tu ya koyi fasaana hai Kuch jaane agar to itna ke ye tera deewaana hai Re man mera, maane na man mera Tujhko jo dekhe, ye mujhko leke Bas tere peechhe-peechhe bhaage Tera junoon hai, tu hi sukoon hai Tujhse hi baandhe dil ke dhaage Kabhi chup-chup rahe, kabhi gaaya ye kare Bin poochhe teri taareefein sunaaya ye kare Hai koyi haqeeqat tu ya koyi fasaana hai Kuch jaane agar to itna ke ye tera deewaana hai Re man mera, maane na man mera