Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Kyon Na Hum Milke Pyar
Amit Kumar
Popularity · Low
+
Soninke · Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Kyun naa hum mil ke pyaar karein
Baanhon ko gale ka haar karein
O, yaar mila, aa-ha-ha, yaar mila
Pyaar mila, aa-ha-ha, pyaar mila
Chain mila armaano ko aaj
Chaahat ke deewaano ko aaj
Pyaar ke do parwaano ko aaj
Aa, aa, aa, qaraar mila, jaan-e-bahaar mila
Ho, yaar mila, aa-ha-ha, yaar mila
Chain mila armaano ko aaj
Chaahat ke deewaano ko aaj
Pyaar ke do parwaano ko aaj
Aa, aa, aa, qaraar mila, jaan-e-bahaar mila
Ho, yaar mila, aa-ha-ha, yaar mila
Dekho naa saji hai kaisi pyaar ke naam
Mehfil yaaron ki yaar ke naam
Ho, dekho naa saji hai kaisi pyaar ke naam
Mehfil yaaron ki yaar ke naam
Ab to keh raha mera dil
"Lag ja gale se, mere gulfaam"
Chain mila armaano ko aaj
Chaahat ke deewaano ko aaj
Pyaar ke do parwaano ko aaj
Aa, aa, aa, qaraar mila, jaan-e-bahaar mila
Ho, yaar mila, aa-ha-ha, yaar mila
Chhalke milan ke hain jaam yahan
Nahi hai sambhalne ka kaam yahan
Ho, chhalke milan ke hain jaam yahan
Nahi hai sambhalne ka kaam yahan
Itne intezaar ke baad
Aaya hai aisa bahaaro ka samaa
Chain mila armaano ko aaj
Chaahat ke deewaano ko aaj
Pyaar ke do parwaano ko aaj
Aa, aa, aa, qaraar mila, jaan-e-bahaar mila
Ho, yaar mila, aa-ha-ha, yaar mila
Ho, yaar mila, aa-ha-ha, yaar mila