Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
O Meri Laila
Jyotica Tangri
,
Atif Aslam
Popularity ยท Low
+
๐ณ๐ฌ Hausa ยท Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Patta anaron ka, patta chanaron ka jaise havaon mein
Aise bhatakta hoon, din-raat dikhta hoon main teri raahon mein
Mere gunaahon mein, mere sawaabon mein shaamil tu
Bhooli athanni si bachpan ke kurte mein se mil tu
Rakhun chhupa ke main sab se, o, Laila
Maangun zamaane se, Rab se, o, Laila
Kab se main tera hoon, kab se tu meri, Laila
Teri talab thi, haan, teri talab hai
Tu hi to sab thi, haan, tu hi to sab hai

O, meri Laila, Laila, khwaab tu hai pehla

ย
Maangi thi duaaein jo
Unka hi asar hai, hum saath hain
Na yahan dikhawa hai
Na yahan duniyaavi jazbaat hain
Yahan pe bhi tu hooron se zyada haseen
Yaani, donon jahanon mein tum sa nahin
Jeet li hain aakhir mein hum donon ne yeh baaziyaan
Rakhun chhupa ke main sab se, o, Laila
Maangun zamaane se, Rab se, o, Laila
Kab se main tera hoon, kab se tu meri, Laila
Teri talab thi, haan, teri talab hai
Tu hi to sab thi, haan, tu hi to sab hai
Kab se main tera hoon, kab se tu meri, Laila
O, meri Laila, Laila, khwaab tu hai pehla
Kab se main tera hoon, kab se tu meri, Laila
O, meri Laila, Laila, khwaab tu hai pehla
Kab se main tera hoon, kab se tu meri, Laila
ย
Zaiqa jawaani mein
Khwaabon mein, yaar ki mehmani mein
Marziyaan tumhaari hon
Khush rahun main teri manmaani mein
Band aankhen karun, din ko raatein karun
Teri zulfon ko sehla ke baatein karun
Ishq mein un baaton se hon meethi si naaraziyan