Skip to content

aaj se

Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Aaj se Teri baatein meri yaad mein Aise judd gayi Jaise Dekho wo chaand sitaare aasmaan mein jude bethe Raaton ko chhodh karke tu Subho mei mill hume kabhi toh? Jhoot kuch tha nahi Dil tak jaana tha hume har baar Tu kehta rahe Hum sunte hai Toh dukhaye dil Bethe yahan Hum kya kare Bas phirte hai Ghumm pee pee kar Har jagah Gaate rahe Ab marte hai Beth beth bas Hum likhte hai Jazbaato ke janaazo mein Soye soye se hum ab rehte hai Wallah Wo surat wo nigaahein Teri ada sab yaad hai Par kya kare Wo lafz zulfein Teri duayein bekar hai Kyuki Teri khata bhule na Ab tak humko Wo yaad hai Wo yaad hai Wo yaad hai