Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Koi Mera Dil Le Gaya
Nusrat Fateh Ali Khan
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Haaye mera dil le gaya
Koyi chhail chhabeela baanka sa
Ho, haaye mera dil le gaya
Koyi chhail chhabeela baanka sa
Lad gaye nain, lut gaya chain
Zulmi ne aisa loota reh gayi main tadap ke
Ho, haaye mera dil le gaya
Koyi chhail chhabeela baanka sa
Maine kaha na-na, na-na, be-dardi ek na mana
Cheen ke hi le gaya, haan
Haaye Rabba, dil le gaya
Koyi chhail chhabeela baanka sa
Lage naina tose naina more naina, saajan, haaye yun laage
Tera naam le ke soye, tere liye jaage
Lage naina tose naina more naina, saajan, haaye yun laage
Tera naam le ke soye, tere liye jaage
Tujh bin ab to piya
Laage na mora jiya
Haaye mera dil le gaya
Koyi chhail chhabeela baanka sa
Ho, haaye mera dil le gaya
Koyi chhail chhabeela baanka sa
Jagi jagi raatein meri, jadu wali baatein teri, neend na aaye
Baithi rahoon meethe meethe sapne sajaaye
Jagi jagi raatein meri, jadu wali baatein teri, neend na aaye
Baithi rahoon meethe meethe sapne sajaaye
Man mora pardesiyaan
Kaisa gajab kar diya