Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Dil Ka Khilona Haye Toot Gaya Pt. 1
Lata Mangeshkar
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Tut gaya, tut gaya
Dil ka khilonaa hae tut gaya
Dil ka khilonaa hae tut gaya
Koyi luteraa aa ke lut gaya, hae
Koyi luteraa aa ke lut gaya, hae
Dil ka khilonaa hae tut gaya
Dil ka khilonaa hae tut gaya
Hua kya kusoor aisa saiyaan hamaaraa?
Hua kya kusoor aisa saiyaan hamaaraa?
Jaathe hue jo tune hamein naa pukaaraa
Jaathe hue jo tune hamein naa pukaaraa
Ulfat ka taar todaa, hamein majdhaar chhoda
Hum to chale the le ke tera hee sahaara
Saathee hamaaraa hum se chhoot gaya
Dil ka khilonaa hae tut gaya
Koyi luteraa aa ke lut gaya, hae
Koyi luteraa aa ke lut gaya, hae
Dil ka khilonaa hae tut gaya
Dil ka khilonaa hae tut gaya
Kaisee pardesee tune preet lagaai
Kaisee pardesee tune preet lagaai
Chain bhee khoyaa hum ne neend ganvaai
Chain bhee khoyaa hum ne neend ganvaai
Tera aitbaar kar ke, hae, intazaar kar ke
Khushiyon ke badle gam kee duniyaa basaai
Zaalim zamaanaa hum se ruuth gaya
Dil ka khilonaa hae tut gaya
Koyi luteraa aa ke lut gaya, hae
Koyi luteraa aa ke lut gaya, hae
Dil ka khilonaa hae tut gaya
Dil ka khilonaa hae tut gaya