Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Saathiya
Darshan Raval
Popularity · High
+
Soninke · Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Ye Kaise Main Bataaun, Kaise Ye Samjhaaun
Ke Milna Tera Hai Khwaab Mera
Gehri Aankho Mein Teri Main Phisalta Hee Jaaun
Na Ilaaj Mera, Aisa Haal Mera
Tu Hasi Hai Meri
Ya Nami Hai Meri
Bol Doon Sab Tujhe
Chahoon Main Bas Yahi
Ke Tu Hee To Kinaara Hai, Sahaara Hai Mera, Saathiya
O, Saathiya
Jo Doob Jaaun To Tu Aa Ke Mujhko Bacha Le, Saathiya
O, Saathiya
Chahe Dekhoon Tujhe Jitna Bhi Dil Na Bhare, Saathiya
O, Saathiya
Sab Kuch Tujhe De Doon Phir Bhi Kam Kyun Lage, Saathiya
O, Saathiya
For Me, Love Begins And Ends With You
The Love Is You
It's Always Been You
For Me, Love Is You
Sach Kahoon To Ye Dil Darta Hai Ki Tumhe
Kho Na De, Kho Na De, Kho Na De
Ek Aisi Jagah Le Chaloon Main Tumhe
Ho Jaha Silsile, Sirf Tere Aur Mere
Phir Baadalo Pe Tum Aur Baadalo Pe Main
Bas Behte Chale, Haan, Behte Chale
Thodi Dhoop Kabhi, Thodi Chaon Kabhi
Bas Din Na Dhale, Ye Din Na Dhale
Tu Hasi Hai Meri
Ya Nami Hai Meri
Bol Doon Sab Tujhe
Chahoon Main Bas Yahi
Ke Tu Hee To Kinaara Hai, Sahaara Hai Mera, Saathiya
O, Saathiya
Jo Doob Jaaun To Tu Aa Ke Mujhko Bacha Le, Saathiya
O, Saathiya
Chahe Dekhoon Tujhe Jitna Bhi Dil Na Bhare, Saathiya
O, Saathiya
Sab Kuch Tujhe De Doon Phir Bhi Kam Kyun Lage, Saathiya
O, Saathiya
@αуᏬѕн🎶