Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Dilon Ki Doriyan
Vishal Mishra
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Tum jo milee to hai zindagi ko
Koyi kinaraa mil gaya
O, dil dhoondta tha bas ek kataraa
Dariyaa hee saara mil gaya
Tujhse mil ke hua mere dil ko yaqin
Koyi bhee tujhse zyada zaroori nahin
Tere bin meri duniyaa thi pooree nahin
Teri khwaahish mein aavaara jhume re jiyaa
Dilon kee ye doriyaan rab ne hai jodiyaan
O, re piya, tere sang bahata jaaoon re (jaaoon re)
Dilon kee ye doriyaan rab ne hai jodiyaan
O, re piya, "tera hoon ", ye kehtha jaaoon re
Aao nee more
Aao re
Mujko bulaae, paas laae ishaare tere
Duniyaa kiya hai bin bataae hawale tere
Tujpe hai haariyaan jag main to saariyaan
Hoga tujh bin ab, sajnaa, jeenaa nahin
Tujhse mil ke hua mere dil ko yaqin
Koyi bhee tujhse zyada zaroori nahin
Tere bin meri duniyaa thi pooree nahin
Teri khwaahish mein aavaara jhume re jiyaa
Dilon kee ye doriyaan rab ne hai jodiyaan
O, re piya, tere sang bahata jaaoon re (jaaoon re)
Dilon kee ye doriyaan rab ne hai jodiyaan
O, re piya, "tera hoon ", ye kehtha jaaoon re
Too sajnaa ko daras dikhaa
Mere nain gae hain, taras dikhaa
Ek baar too mujhpe daras dikhaa
Mere nain gae hain, taras dikhaa
Mere paas jo hai tera
Kuch bhee nahin hai mera
Tujhse hai mera ye jahaan
Dilon kee ye doriyaan rab ne hai jodiyaan
O, re piya, tere sang bahata jaaoon re