Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Kaafi Hai Na (From "Bada Naam Karenge")
Anurag Saikia, Shreya Phukan, Juno
Popularity ยท Low
+
๐ณ๐ฌ Hausa ยท Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Main hoon na iss pal mein
Tum ho na
Kaafi hai na
Kaafi hai na
Baatein hain
Baaton mein hum hain na
Kaafi hai na
Kaafi hai na
Jo tum rakho mere kaandhe pe sar
Har khushi baanhon mein aati hai
Tum choom lo mere khwaabon ko 'gar
Karwatein jhoom ke gaati hain
Tera wo
Meri tarah hona
Kaafi hai na
Kaafi hai na
ย
Shaamon ko raatein karein
Baitho, baatein karein
In paalon ko, aa, rok lein
Chaand dekh lein
Baitho na zara
Kal kya pta iss tarah se yahan
Hum milein na milein jo agar
Kuchh duur bhi haathon mein haath lein
Hum chalein na chalein ye safar
Tum khush ho
Tumse yeh sun lena
Kaafi hai na
Kaafi hai na
Main hoon na iss pal mein
Tum ho na
Kaafi hai na
Kaafi hai na
ย