Skip to content

Kabhi Bhula Kabhi Yaad Kiya

Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Meray pyar mai Meray intezar mai Sach sach kaho Tum ne kya kia Kabhi bhoola kabhi yad kia Kabhi bhoola kabhi yad kia Kabhi bhoola kabhi yad kia... Kabhi bhoola kabhi yad kia Meray pyar mai Meray intezar mai Sach sach kaho Dil ne kya kia Kabhi bhoola kabhi yad kia Kabhi bhoola kabhi yad kia Kabhi bhoola kabhi yad kia... Kabhi bhoola kabhi yad kia Sar pe meray hath rakh tu Mujh ko bata ik bar Kaisay katay teray din Kaisay kati teri rat Kuch mai jali Kuch dil jala Khud pe nahi Koi bas chala Aur btaon kia sajan Bechain dil ka mai haal Pal pal teray liye roi Meray deedar mai Sajna meray pyar mai Sach sach kaho Tum ne kya kia Kabhi bhoola kabhi yad kia Kabhi bhoola kabhi yad kia Kabhi bhoola kabhi yad kia... Kabhi bhoola kabhi yad kia Jeena nahi hai mujhy to Nazroon se ab door ho k Sab kuch bhulana hai mujh ko Teri mohabbat mai kho k Meri zindagi meri jaan tu Meri bekhudi armaan tu Sunn le meri jaan e janaa Inn dharkano ki sadaa Ab naa judaa kabhi hona... Meray iqrar mai Sajni meray pyar mai Sach sach kaho Dil ne kya kia Kabhi bhoola kabhi yad kia Kabhi bhoola kabhi yad kia Kabhi bhoola kabhi yad kia... Kabhi bhoola kabhi yad kia