Skip to content

Deewano Ko Pata Hai

Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Deewano ko pata hai yeh ishq to nasha hai Milti hai bechaini is mein din katta na mere yar Tere bina ek pal na rehna kehta hai dil bar bar Tu hai meri aakhri tamanna tu hai mera pehla pyar Deewano ko pata hai yeh ishq to nasha hai Milti hai bechaini is mein din katta na mere yar Tere bina ek pal na rehna kehta hai dil bar bar Tu hai meri aakhri tamanna tu hai mera pehla pyar Deewano ko pata hai Ek madhoshi shaam sher hai teri mohabbat ka yeh asar hai Yaad teri aati hai tanhaayi jaati hai yeh bekhudi koyi jaane na Tere bina ek pal na rehna kehta hai dil bar bar Tu hai meri aakhri tamanna tu hai mera pehla pyar Deewano ko pata hai Khushboo teri hai in saason mein sapne tere hai in aankhon mein Rang tera chalka hai hosh nahin pal ka hai Maane koyi na chaahe maane na Tere bina ek pal na rehna kehta hai dil bar bar Tu hai meri aakhri tamanna tu hai mera pehla pyar Deewano ko pata hai yeh ishq to nasha hai Milti hai bechaini is mein din katta na mere yar Tere bina ek pal na rehna kehta hai dil bar bar Tu hai meri aakhri tamanna tu hai mera pehla pyar